Ilm mein bhi surur hai lekin
Yeh woh zannat hai jismein hoor nahi.
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Apne man mein doob kar pa ja surag aye zindagi
Tu agar mera nahi banta to na ban, apna to ban.
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Koi ebadat ki chahat me roya,
Koi ebadat ki raah me roya,
Koi yar ki bewafai pe roya,
Koi yar ko mana ke roya,
Ajeeb hai ye Namaz-e-mohabbat ka silsila iqbal,
Koi kaza karke roya koi ada karke roya
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
About Author:
Koi ebadat ki chahat me roya,
Koi ebadat ki raah me roya,
Koi yar ki bewafai pe roya,
Koi yar ko mana ke roya,
Ajeeb hai ye Namaz-e-mohabbat ka silsila iqbal,
Koi kaza karke roya koi ada karke roya
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Dasht to dasht hai dariya bhi na chhode humne,
Bahar-e-Zulmaat mein dauda diye ghode humne!
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Hai Ram ke wajood pe hindustan ko naaz
Ahl-e-Najar samajhte hain usko Imam-e-Hind
है राम के वजूद पे हिन्दोस्तान को नाज़
अहल-ए-नजर समझते हैं उसको इमाम-ए-हिन्द
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri
zindagi shamma ki surat ho khudaya meri
Ho mere dum se yunhi mere watan ki zeenat
jis tarah phool se hoti hai chaman ki zeenat
zindagi ho meri parwane ki soorat ya rab
ilm ki shamma se ho mujhko mohabbat ya rab
ho mera kaam garibon ki himayat karna
dardmando se zayifon se mohabbat karna
mere ALLAH, mere ALLAH burai se bachana mujhko
nek jo raah ho, us rah pe chalana mujhko
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Hai Ram ke wajood pe hindustan ko naaz
Ahl-e-Najar samajhte hain usko Imam-e-Hind
है राम के वजूद पे हिन्दोस्तान को नाज़
अहल-ए-नजर समझते हैं उसको इमाम-ए-हिन्द
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri
zindagi shamma ki surat ho khudaya meri
Ho mere dum se yunhi mere watan ki zeenat
jis tarah phool se hoti hai chaman ki zeenat
zindagi ho meri parwane ki soorat ya rab
ilm ki shamma se ho mujhko mohabbat ya rab
ho mera kaam garibon ki himayat karna
dardmando se zayifon se mohabbat karna
mere ALLAH, mere ALLAH burai se bachana mujhko
nek jo raah ho, us rah pe chalana mujhko
↞↜⇜⥳⬲⥵⇝↝↠
About Author:
Allama Muhammad Iqbal محمد اِقبال (November 9, 1877 – April 21, 1938), widely known as Allama Iqbal, was a poet, philosopher, and politician, as well as an academic, barrister and scholar, in British India who is widely regarded as having inspired the Pakistan Movement. He is called the "Spiritual Father of Pakistan." He is considered one of the most important figures in Urdu literature, with literary work in both Urdu and Persian.